Ek tarfaa pyaar☝❤
Didar har waqt uss kambkht ka hota hai..
Jo sirf durr se dil dhadkana janta ho..❤
------------------------------
Aaj mein tumse ek baat bolna bhul hi gaya...
Khair...roz ki tarh sapno mein aaogi toh keh dunga🙂❤
-------------------------------
Tumhe koi aitrazz toh nhi hoga na mein tumhara naam lu toh..
Jab log muje meri hansi ka raaz puchenge ?❤
-------------------------------
Ek sitarene chand se pucha..
Agar mein ek din toot jau toh tum kya karoge?
Chand ne hans kar jawab diya🙂
Tumhare jaise muje aur sitare mil jayenge..
Lekin agar mein kahi khogaya
Toh tumhara kya haal hoga ?🙂❤
-------------------------------
Kisise hadd se zyada muhabbat na karana....
Kahi agar woh na kar paye toh dil bardash nhi kar payega ❤💔
-------------------------------
-sushant
#prem❤

Comments
Post a Comment