Tum kya jano pyaar mein kya kya hota hai😏
Raato ki nind aur din ka chain khona toh aam baat hai...
Pyaar toh woh hota❤...
Jab pata hota hai ki woh shakhs kabhi mera nhi ho sakta...
Phir bhi andho ki tarh beintah pyaar karte hai log❤🙂
Ye pehli baar nhi har baar hua hai...
Isse pyaar kaho ya kuch aur bas jo kuch hua hai tumse hi hua hai...
Chahe toh ajma kar dekh lena...
Ye dil tere pyaar mein gulzar hua hai !❤
-sushant #prem❤

Comments
Post a Comment